Credit goes to you

Mana k tumne Gulshan ko baag banaya hai
Mana K tumne mahfil ko shaad banaya hai
Mana K tumne Viraan ko abaad banaya hai
Mana K tumne  zaarre ko aftaab banaya hai

Lekin mere Waldien k sar hi sajega meri Qamyami ka sahra
kal yeah na kahna Hmne Nishat ko the NISHAT banaya hai

Comments

Popular Posts